Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Kia gibat sunnay walay par wajib hai k jis ki gibat ki ja rahi ho is ki himayat karay? 
Answer Gibat karnay walay ki baat rad kar dena behtr hai lakin gibat sunnay walay ko agar is baat ka ehtimal ho k wo gibat karnay wala haram sai baaz aa jae to nahi anil munkar karna wajib hai, bal k ehtiyat e wajib ki bina par apnay qawl aur fail sai na-pasandidgi ka izhar karna zaroori hai chahae is baat ka ehtimal na ho k gibat karnay wala haram sai baaz aa jae ga. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 170, pg # 85,86) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.