Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Me arsa 3 saal namaz e tahajud parh rahi hun. ab kuch wajoohaat ki bina par me jari nahi kar sakti lekin jb mein chorti hun to bohat ziada mushkillat aa jati hen. ap koi aisa treeqa btaen ta k mein tahajud na b parhun aur mushkilaat b na hoon. jazak Allah. 
Answer Namaz e shab parhnay ki taufeeq k lie: Hazrat imam Jaffar e sadiq a.s. farmatay hain k Rasool e khuda s.a.w.w. nai farmaya : jo shakhs ye chahta ho k wo namaz e shab k lie jag uthay to wo sotay waqt ye dua perhay : (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 6) 2)Surah e takver surah no. 81 ka 21 martaba perhna mosibatoo sai nijat k lie faida mand hai. (Ref : Payam e shifa pg . 217) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.