Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aaqa khumeni 
Question SALAAM WO LOG JIN K APNAY JEWELLERS HAIN AUR BANAY HUAY ZAIWRAAT KI KHAREED-O-FIROKHT KERTAY HAIN....UN K LIAY ZAKAAT KA KIA HUKAM HAY???????? 
Answer Sonay par zakaat os surat mai wajib ho gi jab sona moamlay k lie raij sikka hona jo badshah ya is ki terh kisi markaz ki taraf sai mohar shuda ho agar chah wo kisi khas zamanay ya jigah si hi taluq q na rakhta ho. Islam ka sikka ho ya kufr ka, is par kuch likha hua ho ya na ho agar chah baad mai os ki likhai kisi wajha sai mit jae to bhi koi faraq nhi parta hai. Lakin agar pehlay sai mohar shuda aur likha hua na ho to os par zakaat wajib nhi ho gi magar ye k wo raij ho to ehtiyat ye hai k is par zakat wajib ho gi aur agar mohar shuda sonay ko zinat k lie zewar k tour par istemal kia jae to phir is par zakat wajib nhi ho gi. chahae is tareeqay sai is ki qimat ziada ho jae ya kam ho jae chahae is surat mai is ka lain dain mumkin ho ya na ho. (Ref : Ayat Ullah Imam Khomeni(r.h), Tehreer ul Waseela Part # 2, Maslah # sonay ki zakat ki shrt, Chapter : Zakat). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.