Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani d.b. 
Question Agar anday ki safadi aur zardi mai khoon ho to kia is sai anda najis ho jae ga aur is ka khana haram ho ga ya is mai koi hal moujood hai? 
Answer Anday mai jo khoon hota hai wo pak hota hai, lekin is ka khana haram hai. Agar chah ye khoon ziada ho jo puray anday mai ghul mil na gya hoto osay nikal kar baqi anda khaya ja sakta haiaur agar kam ho aur ghul mil gya ho to is ka niklna wajib nhi hai. (Ref : Jaded Faqhi Masail Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 60, pg # 63) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.