Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani d.b. 
Question Agar sas bahoo k ikhtilafaat ki wajah sai maa apnay betay ko biwi ko talaq denay ka hokum dai to kia maa ki ataet wajib hai? Aur agar maa betay sai khay agar tum nai biwi ko talaq na di to tum meri taraf sai eaq ho gay to is ka kia hokum ho ga? 
Answer Is kaam mai maa ki ataet wajib nhi aur na eaq krnay sai mutaliq is ki dhamki ka koi asr ho ga. Albetta betay k lie zaroori hai k wo apnay qoul aur fail k zarie maa sai be-adabi sai ijtenab kray. (Ref : Jaded Faqhi Masail Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 348, pg # 213) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.