Answer |
Rasool e khuda s.a.w.w. nai Hazrat Ali a.s. ko khatab krtay hua farmaya : “Ya Ali ! Surah e Yaseen surah # 36 ki tilawat kia karo is mai 10 barkatain hai os mai sai aik ye hai k knwarah shadi shuda ho jae ga ” (Ref : Dunya aur aakhirat ki 100 pareshanio ka hal pg # 18) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |