Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name nikah 
Question Meta sawal k kya shadi Kay leyay ladki aur ladkay ka sitara deekhna zaruri hai. Mujay eak astroligst s nay sitara desk kar kaha k asp ka shadi Kay bad divorse hoga, is Surat mai mujay kya karma hai 
Answer Shohar or bivi k dermiyaan onki sa,aa,dat ya saqawat k aytebaar se sitaroo ka koe dakhal nahi hota, nah faqat shohar or bivi k dermiyaan balkeh on k alawah doosray insano k dermiyaan bhi oska koe asar nahi hay. Ye sirif najumiyoo(astrologist) ki iftira hay or shar,an ,is ki koe haqiqat nahi hay. layhaza aap k liay zarori hay k shareek e hayaat k silsilay main is baat ki justujo karain k lerka kis qadar deendaar or ba akhlaaq hay or agar mashwaray k baad bhi aap ko shak rahay tu phir Allah se talab e khair kijiay(yani istekhara kijiay) or os per tawkkul kijiay. (Ref: Deen k Ahkaam, pg#218). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.