Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question sir plz mjhay ya bta da k kia mian bivi aik doosray k samnay bina kapron k aa saktay ha 
Answer Shohar or bivi k lie jaiz hai k wo aik dosray k tamaam jism ko daikh saktay hain,or isi terah aik dosray k jism k tamaam hisso(parts) ko jism k kisi bhi hissay(part) say choo(touch) saktay hain.ye choona chaahay lazzat k iraday say ho ya baghair lazzat k, jaiz hay). (ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaa jus saliheen,maslah #11). Update on dated 08-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.