Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam! sir i want to ask that sometime jb main wazoo kar ke namazparhnay lagta hoon to aisay feel hota he kh jesay peeshab ke khuch drops mtlb washroom ke bahr wh aisay lagta he jesay giray hoon to un se meray kapray napak ho gyae hoon to kia is se namaz ho jati hee.?? and kia is se chutkara paya ja sakta he.......?plz explain it i am tooo worrried about it.... 
Answer Agar aap ko yaqeen ho k ye paishab k qatray hi hain tu jin maqamaat per paishab k qatray giray hoon wo najis hoongay aur najis kaprhon main namaz bhi nahi hoti. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 122,787) Jis shaks ko qatra qatra peshab nikalta ho agr wo surahe zumar ki ayat#67 ko kagaz par likh kar kamar par bandh ley tou ye bemari chali jaegi.aur agr zafran sy likh kr pi lain tou bhi faida hoga.(ref:book nawaey saleheen pg#329). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.