Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question sir mera 2nd q ye he kih ap nai aik baar zina kia touba bhi ki magar dobara na chahtay hoye bhi kar liya and phir dobara touba kar li and ab 3rd time bhi our phir ab dobara toubaaaa.....to kia ALLAH baar baar muaff farma dain gayyy???plz explain it and har time ye ni kih ye hara haftay baad darmyan main acha khasa aik mah ka gape bhi ata rhaaa  
Answer Jo shaks shadi nah kernay ki wajah say haram kaam mai mubtila hota ho us k liay shadi kerna wajib hai. Sachay dil sy toba jab bhi ki jae qabool hoti hai,al-batt ye zarori hai k toba k sath us kam k na krnay ka pakka pakka irada kia jae aur us gunah sy bachnay ki bahrpoor koshish bhi ki jaey phir bhi agr ho jaey tou khuda sy dobara toba kejea.laikin toba adat na ban jaey. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2407 and book toba,writer:dastagib-e-sherazi). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.