Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Seestani Sahab 
Question Kya koi tasweer daikhanay k baad koi kyal anay se jo 1-2 qatray maney k kharij hotay hain to ghusal wajib hota hai ya nahi. Agar nahi to kitni miqdar nikalney per ghosal wajib hota hai? jald jab deejiyey jazakallah 
Answer Wo liquid k qatray jo kabhi kabhi shehwat(sex intentions) ubharnay par merd k peshaab k maqam sy nikaltay hai usay mazee kehtay hain aur wo paak hain,aur us par gusal bhi krna wajib nahi.Aur wo liquid jo sehwat k sath niklay,uchal kr niklay aur us k nikalnay baad badan sust ho jae tou wo mani ka hokum rkhti hai,wo najis bhi hai aur us k nikalnay par gusal krna wajib hai laikin agr sari ki sari nishania ya in mai sy kuch mojood na hoon tou wo mani nahi hai.(Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #70,80,343,345). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.