Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name imam abo hanif 
Question qaza roza kab raksakt hai khi ramzan finsh honi ka baad raksakt hai shawwal ka month main 
Answer Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Rozay ki qaza krnay mai jaldi krna wajib nhi hai agarchahe ehtiyat e mustahabb ye hai k ramzan k mahinay ki qaza doosray aanay walay ramzan sai takheer na karain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 1047) Agar koi shakhs ramzan k rozay rakhnay mai kotahi karay to zaroori hai k rozay ki qaza bhi karay aur aur ehtiyat ki bina par har aik din k lie aik mudd toam(khana) faqeer ko day. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1677)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.