Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Agar ghar mai sadaqat ko jama kia jae aur phir aik hi martaba mai faqeer ko day dia jae to kia osay sadqa kaha jae ga? 
Answer 1)Jee haan sadqa jama kar sakhtay hain lakin aap ko chahiey k kisi khaas faqeer ka vakil ban kar os ki janib say apnay paas rakhaen, albatta phir wo sadqa osi faqeer ki milkiat ho ga jis k liay jama kia tha. (Ref : Mujtahid se pochay gaay sawalaat, Ayat Ullah Seestani(d.b), part # 1 , Mafhoom e sawal # 185). Update on dated 15-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.