Answer |
Ye kafi nhi jab tak k chahae zahiri tour par ba-kirdar honay ki wajah sai hi, in ki adalat zahir ho jae. Yani meashray mai in donoo ka kirdar aisa ho k wo kisi kaam ko anjam denay ya trk karnay mai shriet ki pabindi kartay hoon. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 152, pg # 76-77) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |