Question |
Asalam o alaikum
mera sawal ye hai k mai jitni mrzi ehtiyat sy peshaab karu , meray jism pe peshaab ki thori c cheentain girti hi hain , ma bht pareshan hu qk maine suna hai k peshaab ki cheentain jism pe grnay sy qabr ma bht bhaari azaab hota hai ,
ab ap mjey btaein k jahan cheentain giri houn us jaggah ko dho0 lia jaye ya phr ghusal wajib hojata hai
plz jawab zro0r dejeye ga |