Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question assalamualaikum sir mera sawal ye hai k mera aik dost hai wo bht acha hai us se ksi qism ki ghlt bt ni hty meri mre parents ko uska pta chala tu unhun ne usko ghlt smjha aur mjy bt krne se mana kr dya jbke wo srf mra dst he logon ne ghlt ghlt urai ab mne prnts ko smjhya lkin wo ni maney ab ap btaye k kia me us se bt kr skti hun koi ghlt bt ni normally bt? 
Answer 1)Jina e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtila honay ka khof mojoud hay. 2)Na-mehram sai baat krna agar lazzat aur haram mai mubtila honay k khof k bagair ho to koi haraj nahi. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106,84 pg # 69,59) 3)Jab bhi waldain ki taraf sai koi hokum ya roktok mohabbat ki wajah sai hop aur is ki mukhalifat sai unhain takleef hoti ho to aulad ko in k hokum ki mukhalifat krna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1387)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.