Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah seestani 
Question Asalamualaikum.mera sawal ye hai ke namaz parney ke doran mera 4saal ka beta musallay per se khake kerbala(jis per sajda kya jata hai)utta ker ley jata hay,jis ki waja se majbooran muje sirf musallay per sajda kerna parta hai.kiya mera sajda or namaz sahi hai? 
Answer Jab namaz mai mashgool hon aur namaz k darmian wo cheez jis par sajdah kia jata hai faqid ho jae to jaiz hai k kisi bhi cheez par sajdah kia jae aur namaz sahi hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 557) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.