Answer |
Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.
1)Momin par bohtan lagana gunah e kabeera mai shumar kia jata hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 29) 2)agar koi shakhs qasam khae k mai jo keh raha hon sach keh rha hon aur agar wo jhoot bol raha ho to haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2638) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|