Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Kia namaz e juma mai shirkat krna wajib hai? 
Answer Namaz e Juma mai shirkat krna sawab e azeem ka bais hai aur agar is mai namaz e juma ki sari shrait moujood hon to phir zohar prhnay ki zaroorat bhi nhi rehti. Lekin is ka wajoob tkhieri hai, taeini nhi (yani aap ko ekhtiar hai k is mai shirkat karain ya zohar ada karain). (Ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 51, pg # 36)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.