Answer |
Istekhara os waqt kia jata hai jb insan mashwara k baad bhi koi faisla na kr pae aur kisi aisay natejay tk na phonch sakay jo is ko pereshani sai nikal dai. Shadi bhi inhi mqamaat mai sai aik hai. (Ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 112, pg # 55)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |