Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name MUSLIM 
Question SAWAL YEH HAI K AIK TO YEH HAI NA GUSAL K LIAY K PEHLAY GANDI JAGA DHO K WAZU KR K PHR SARY JISM PY PANI DALTY HAI LAKEN AGER PEHLAY GANDI JAGA NA DHOI JAYE AOR PEHLAY WAZU KR LIA JAYE PHR SARY JISM PY PANI DAL LIA JAYE PHR BI GUSAL HO JAYE GA ??? 
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Ghusl e irtemasi(paani main ghota lagana) ya terteebi mein gandi jagah(yani jism ka najis hissa ) ka ghusl se perhay paak hona zarori nahi hay balkeh agar pani main ghauta lagay ya ghusl k iraday se pani badan per daalnay se badan paak hojay tu ghusl sahi hoga. gusal ka tareeqa ye hai k etiyaat e lazim ki bina par gusal ki niyet k sath phely sar or garden ko dhoain or bad mein badan dona zarori hai.or ghusl se pehlay wuzu kerna bhi zarori nahi hay. (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla # 360 )  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.