Answer |
Fuqaha karaam nay chand chezain namzi k libaas main mustahab qaraar di hain jin main se tehtul hanak k saath amama bhi hay.Laikin namaz main topi ka pehenna mustahab sabit nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 852)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |