Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kya nimaz k har raakat main mukhtalif surah parhnay ka hukm hai ya hum har rakaat main surah ikhlaas parh saktay hain?? 
Answer 1-Mustahab ye hay k tamam namazo ki pehli rakat main “sorah e qadr” or dosri rakat main “sorah e ikhlas” perhay. 2-jo sorah insan pehli rakat main perhay osi ka dosri rakat main pehna makhrooh hay. Laikin agar sorah e ikhlas dono rakato main perhay tu makhrooh nahi hay. Ref : TauzeehulMasailAyatullah Sistani d.b. masla #1005,1008 ).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.