Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistaani 
Question maghrib ki azaan sun kar agar hum sou jayen aur thhori der baad(baara baje se pehle) uthen aur namaz parhen to kia woh kaza ho jaati hai uski niyat kaza se parhte hain? 
Answer Magrib aur isha ki nimaz ka waqt mukhtar shaks k lie aahadi raat tak hota hai, Laikin jin logo ko koi uzr ho maslan neend, to is wajah sai aadhi raat sai pehlay namaz na parh sakay hon to in k lie magrib aur isha ki namaz ka waqt fajar tolu honay tk baqi rehta hai. (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #724 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.