Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani 
Question Salamun Alaikum ! Shamsi aur Qammeri 15 saloon ki dermyan 150 din ka farq hota hai. Mard per 15 qammeri saal pori honi per Nimaz roza farz ho jati hain. Mera sawal ye hai kih ager koi momin masla na janni ki waja se qammri saal ki bajai shamsi 15 saal pori honi ki baad wajib nimaz perha shuru keri to kya masli ka ilam honi ki baad 150 din ki Nimaz qaza ki neyyat se parhna zaroore hai ya nahin.  
Answer Jis shakhs ne apni namaz un k apnay waqt me na parhi hoon to zarori he k un ki qaza baja laay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1356 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.