Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name taleeq 
Question my question is agr larki ko apne ghar walo taleeq na le dy aur hsband bhe na dy aur larki majboor ho kr aur apni jan ke hafazat k lie bahg kr daraulman chali jye aur court k zare sy tlaq ly aur use apni jan ka khatra ho apne ghar walo aur husband sy to kya larki iddeat pori kie bghar nakah kr skati hy ya nahi? 
Answer Ye talaq sahi hi hai q k talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jae to talaaq nahi hoti.or Jab tak shohr talaq na de tab tk na court ka talaq ki koi ehmiyat hai or na hi iddat rakhna faida mand ho sakta hai. Agar shohar apne biwi ko iziyat de aur beghair kise shari jawaz k is per tashadud kare to biwi apna muaamla le kar hakim shara( mujtahid) ki taraf ruju kar sakte hai ta ke hakim shara( mujtahid) is k shoar ko husne solooq karne ka hokum de aur agar is ka koi faida na ho to apne sawabdeed k mutabiq use sarzanish kare or agr is se bhi koi faida na ho to biwi talaq ka mutalba karsakte hai. agar shohar talaq dene se inkar karde or ise talaq per majboor na kiya jaske to hakime shara( mujtahid) apne ikhteyaraat istemal karke is ka sigha talaq jari karsakta hai. (Ref : aqa sistani ,Jadeed faqhi masail , masla # 413 , pg # 237, eidition 5) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.