Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name MUSLIM 
Question SAWAL YEH HAI K NIKKAH K BAD AGER PEECHAY SY BIWI SATY MUBASHARAT KRAAIN TO KIA NIKKAH TOOT JATA HAI? 
Answer Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. Aur is sai nikah batil nhi hota hai.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.