Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Mera sawal yeh hai ka main is waqt basra iraq main hoon aur yaha juma ki namaz ka koi immam nahi hi hai aur kia aisa shakh namaz parha sakta hai ju hafiz Quran ho aur uski darhi na ho aur wo aik larki k piyar main hoo kia us shakh ki immamat main namaz hogi please i am waiting to your answer 
Answer Agar in me imam jamat ki sharait mujood hai to in k peche namaz perhe jasakte hai. Imam e jamat ki shriat ye hain. 1)Balig ho 2)aaqil ho 3)shia isna ashri ho 4)aadil ho 5)halal zada ho 6)namaz sahi parh sakta ho. Aadil honay ka matlab hai k insan wajibat ko anjam deta ho aur haram kamoo ko trk krta ho. (Ref : Tauzeeh ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1434)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.