Answer |
Aurat ko bacha paida honay k 10 din tk jo khoon ata hay osay nifaas kehtay hain. Aur jo aurat nifaas ki halat may ho os say jima karna haram hay lakin os par koi kaffara nahi hay.
Ye ho sakta hai k khoon nifaas aik leheza se ziyada na aay laikin 10 din k baad aane wale khoon ko nifaas nahe khete . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah #498, 504,501) note : Behtr hay k is baray mai doctor sai roju karain k bacha paida honay k 10 din k baad kab intercourse kar saktay hai ya nhi ya kitnay din tk intercourse nhi krna chaheay. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|