Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question aik aadmi ki daari itni bari hai k uski jild nazar nahi aarahi hai ab wo wuzzu main apney chehrey ki jild tak pani kasey phonchaye ga 
Answer bismehi taala, agar chahere ki jild balo ke niche se nazar aati ho to pani jild tak pahonchana zaroori he or agar nazar na aati ho to balo ka dhona kafi he or un ke niche tak pani pahonchana zaroori nahi. (ref. tawzihul masail, urdu Aqai Sistani (d.b.w.) masaala no. 239 page no. 47) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.