Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Sawal ye tha k: (1)agar biwi khula lena chahe aur shohar bazid ho k wo usko talaq nahi de ga tu is maslay ka hal kistarha nikal sakta hai. biwi kisi keemat par apnay shohar ke saath nahi rehna chahti aur shohar talaq nahi de raha is soorat main aurat kis tarha fiqh-e-jafria ke mutabiq khula hasil kar sakti hai. (2) Doosray ye k agar shadi ke baad agar mian biwi main koi bhi rishta na bana ho aur shohar ne use chooa bhi na ho tu agar isi asna main talaq ho jaye tu kya aura per iddat wajib ho gi. shukria. 
Answer 1)-Fiqh jaffariya k mutabiq talaq ka haq shohar ko hasil hai, or agr wo talaq na de to talaq nahi hosakti, 2)-Jee nahi is surat men iddat nahi hogi or biwi faqt adhe mehr ki haqar hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2475-2462). Update on dated 07-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.