Answer |
Agr koi shakhs qasam khaye k men jo kch keh raha hun sach keh raha hun to agar wo sach keh raha hai to uska qasam khana makrooh hai, or agr jhoot bol raha hai to haram hai. (Or gunah ki surat istighfar ki maafi ka tareeka hai)(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638).Update on dated 31-07-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |