Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Salaam, Molana sahab app ne kafi din se answer nahi diya main Muntazir hoon ..... Mera Sawal ye hai k Mai Ek Syeda Shia larki hoon or mai ek sunni arbi aadmi se shadi karna chahti hoon ... kia maishadi kar sakti hoon .. or Molana sahab mai Shia hi rehna chahti hoon yani hum dono apnay apnay mazhab mai rahen gay... kia aesa ho sakta hai .. kia main un se Nikah k baad Shia Reh sakti hoon plz detail main jawab den or zara jaldi ... Jazakallah .. Mola app ko lambi Umr de  
Answer Shia larka nasibiyon k elawa dusre sunni firqon ki larki se shadi kr sakta hai, albatta agr us shia larke ko apne deen se gumrah hone ka khoaf hoto phir ye shadi krna haram hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 215-221, Eidition 1417 hij) Update on dated 15-01-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.