Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalaam,O,Alyekum- janab mera sawal ye he ke agar nikah ki Raat me biwi ka period se hona paya jaye to kiya hambistar ho sakte he ,matlab ladki ko agar period ho to kiya hambistar ho sakte he  
Answer Nikah ki pehli raat jimma kerna wajib nahi hai, sabar kiya jaay jab tak biwi k periods khatam na hojayen, Q k periods k doran orat ki farj men jima kerna mard or orat dono k liay haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 448). Update on dated 05-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.