Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name al- hadiat 
Question aslam-o-alaikum.. mera sawal ye ha k kia coft copy main QURAN MAJID parhnay k lie wazoo ki zarorat ha ? yani computer main PDF ya WORLD kay format main QURAN MAJID parhnay k lie wazoo ki zaorarat ha ? 
Answer Baaz mujtahideen k nazdeeq quran majeed parhnay k lie wazoo krna mustahabb hai laikin ayatollah sistani d.b. k nazdeeq is ka mustahabb hona sabit nhi hai albetta agar koi shakhs mustahabb honay k ehtimal k sath wazoo karay to is ka wazoo sahi hai aur is wazoo k sath wo shakhs har wo kaam kar sakta hai jo ba-wazoo ho kar krna zaroori hai maslan is wazoo k sath namaz parh sakta hai. laikin mustahabb hai k agar insan ba-wazoo ho tab bhi har namaz k lie dobara wazoo karay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 321)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.