Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Sistani 
Question Salam, Agar ghusal karney ke kafi der baad badan par aik cheez nazar aaye, aur itmenan ho ke ghusal ke waqt bhi ye rukawat mojud thi magar us waqt malum nahi tha. Agha is baarey me kya farmate haen? aur agar shak ho ke aya ye rukawat us waqt mojud thi ya nahi us ke baare me bhi Agha ka fatwa kya hae? 
Answer 1)Jo cheez badn k pani phounchnay tk rokawat ho zaroori hai k insan osay hata day aur agar is k hat janay ka yaqeen krnay sai pehlay ghusl kray to is ka ghusl batil hia. 2)Agar ghusl k waqt kisi shakhs ko aqlan ehtimal ghuzray k koi aisi cheez is k badn par hai ya nhi jo badn tk pani phounchnay mai rohuwat ho to zaroori hai k chan been kray yaha tk k mutmaen ho jae k koi aisi rokuwat nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 376,377)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.