Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Main aap sy ye pochna chahta ho k kia namaz k bad hum sajdy mian ja kar dua mang sakty hain k nai 
Answer Insan k lie mustahabb hai k namaz k baad sajdah e shukr baja laye aur itna kafi hai k shukr ki niyat sai peshani zameen par rakhay laikin behtr ye hai k 100 dafa ya 3 dafa ya 1 dafa “ﷲ ﺸﻜﺮﺍ ” ya “ ﻋﻔﻮﺍ ” kahay. Aur dua mang saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1110) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.