Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question aslamo alikum mera sawal ye hai k kia hum fajar ki namaz ki sunat ko faraz raqaat k bad parh sakty hain k nai. 
Answer Fajar ki nafal(sunnat) namaz e fajar sai pehlay perhi jati hai laikin agar koi shakhs subah ki nafal mashriq ki surkhi zahir honay tk na parhay to is surat mai behtr ye hai k pehlay subah ki namaz parhay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 760)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.