Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani 
Question Please poochi gai sawal ke mutabiq jawab din, Shukriya. Sawal ye hai kih kya Gai ya bhens ki qurbani ke aik hisse (jo kih aik momin aur us ki ahlekhana ka hota hai, aur 3 hisse kerke masakeen aur rishtadaron min taqseem kerna hota hai) min 2 ya 3 momin shamil ho sakti hain?  
Answer 1)Baqra eid ki Mustahabb qurbani main jaiz hay k insaan khud apni taraf say or apnay ghar walo(family members) ki taraf say 1 jaanwar ko qurbaan karay, isi terah qurbani main ka’e aafraad(many persons) ki shirkat jaiz hay. 2)Qurbani k teen hissay kia jain aik hissa apnay lie, doosra hissa baqi muslmanoo k lie aur afzal ye hai k teesra hissa gareeb muslmanooko sadqay mai dia jae. (Ref:Sistani(d.b),Manasik e haj wa mulhaqaatiha 1431 hashiyah#27, sawal#4). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.