Answer |
Quran majeed mai namaz ka tazkira bohat saray maqamaat par hua hai jis mai sai aik surah nissa surah # 4 ki ayat # 103 mai namaz ka hokum is andaz mai dia gaya hai. k mominoo par namaz ko likh dia gya hai yani namaz wajib qarar di gae hai. is k alawa aur bhi be-shumar maqamaat par namaz k wajib honay ka tazkira hua hai. |