Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah sistani 
Question asalamun alaikum mujhe waa ki bimaari hai(jisme sharir atak jaata hai)agar mei uska ilaaj karne jaati hu to acidity bad jaati muh me chaale padh jaate hai aur badan me jalan hoti hai aur agar mein chaale ka ilaj karne jaati hu to waa bad jaata koi dua ya ilaaj  
Answer 1)Rasool e Akram s.a.w.w. nai farmaya hai surah e al-humd mai har beemari k lie shifa hai. is lie mareez ko chaheay k surah e al-humd ko likh kar bandhay ya 70 martaba pani par parh kar piay to osay shifa naseeb ho gi. (Ref : Naway e Salaheen pg # 296) 2)Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.