Answer |
Insan 2 cheezo sai mujnib hota hai, un mai sai aik mani ka kharij hona hai laikin agar mani apni jigha sai harkat kray laikin kharij na ho to phir ghusl wajib nhi hota hai. Is k alawa pasina aanay sai ghusl wajib nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 344-389)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |