Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question KYA SHAM KO ANDHERA HO JANE K BAD MAGRIB NAMAJ PAD SAKTE HAI JAISI ABHI AJAN KA TIME 6.45 HAI OR 7.30 YA 7.00 KO NAMAJ PADNI HO TO HO JATI HAI YA NAHI  
Answer Magrib ki namaz ka waqt mukhtar(aazaad) shakhs k lie guroob sai aadhi raat tk hota hai. yani is k darmian mai namaz parh saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 724) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.