Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question A.o.a. Sir 1masla pochna tha k kuch log ehtelam k baad ghusal kr k wohi mani wale aur napaak kapray dobara pehn letay hn to kya us se phr ghusal wajib ho jata he? 
Answer Is amal se ghusl tu wajib nahi hota laikin agar kerprhay ki napaak jagah badan k saath gilahat k sath lagay tu badan ka wo hissa najis ho jay ga or badan ka sirif wohi hissa paak kera ho nah k pora badan. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344 ) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.