Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name deo bandi 
Question kia hum quran pak parh kar bakhsh saktay hain apnay piyaro ko ???or nahi bkhsh saktay to kio nahi bksh saktay???? 
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Jee haan baksh sakaty hain Q k Esaal e sawaab dar haqi’qat khuda ki baargaah me is baat ki aarzoo karna he k jo sawaab k tayhait wo(allah) ata kar reha he osay us k badle kisi aur ko ata kar de. Is etibaar se ye bhi aam duaoon ki tarah aik dua he jo k jaiz he. Is k lie kisi khaas naiki ki zarorat nahi he,balkeh pichlay amaal k hawalay say bhi esaal e sawaab kia jasakta hay. ( Ref: mujtahid se pochey gay sawalat , part # 1 , ques # 199 , pg # 94). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.