Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sawal 
Question mai apne ghar banwana chahta tha or mere paas haram maal hy kya mai us haram maal ko ghar banwane me gla sakkta hu, ya ha haram maal ko sahi me kaise tabdeel kiya jata hy batayen 
Answer Agar halal maal haram se mil(mix) jaay or insan ko haram ki miqdar(quantity) ka ilm nah ho laikin is maal k malik ko pehcahaanta ho or dono aik dosray ko raazi nah ker sakain tu zarori hay k jitni miqdaar k baray main yaqeen ho k doosray ka maal hay wo osay day day. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1785). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.