Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question AOA main yeh maloom kerna chata hoon kay koe bhi gusal kerta hoon tu main sab say pehlay saray jisam say chiknayee saf ker kay phir neyat kertahon gusal ki or phir head and neck per pani dalnay kay baad right side phir leftside per pani dalta hoon kia mera gusal ka method sahee han. jo baat mujay hit kerti han woo aik tu yeh kay sir or gerdun per aik saath pani dalna han ya seperate or dosra yeh kay main shower use kerta hoon koe jug etc. use nahi kerta buss musalsal pani dalta hoon aik aik dafa plz answer me kuda hafize 
Answer bismehi taala, aap ka tariqa saheeh he, sar aur gardan ko ek sath bhi dho sakte hain aur alag algah bhi, bas yeh yaad rakhna zaroori he k Gusl mein agar baal barabar badan bhee dhulnay sey reh jaye to gusl batil hoga. (ref: tawzeeh ul masail Aqai Seestani (d.b.) Probe No (367 & 380) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.