Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question namz me sajad-e-gah kiu rakhta hein plz ans in detail.  
Answer bismehi taala, namaz me sajda zameen ya us se ugne wali ashya par hona chahiye, khane aur phenane wali ashya par sajda karna saheen nahi he, aaj k dor me chunke ghar, masajid aur hall wagera me qaleen, farsh ya carpet wagera bichhe hote hai jin par sajda karna saheen nahin he, is liye khak ki sajdah gah se istefada karna chahiye aur chunke sajde ki jageh khas tor par pak hone chahiye is shart par amal k liye yahi sajdah-gah par sajda karna sab se aasan rasta he, han turbate karbala par sajda karna sab se afazal he. (ref: www.sistani.org (urdu) topic: sajda q.29) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.