Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question kya ghusul pani nahne se pehle kartein hai yaa nahnaa poora hone baad kartein hai 
Answer Niyyat karney key baad sab sey pehlay sar aur neck ko dhona zaroori hay. Us key baad pooray badan ko dhoona zaroori hay aur badan ko dhonay mein behtar yeh hay keh pehlay seedhay hissay ko aur baad mein ultay hissay ko dhoya jaye. Gusl mein agar baal barabar badan bhee dhulnay sey reh jaye to gusl batil hoga. Ref: Tawzeeh ul Masail Aqai Seestani Probe No (367 & 380)(ghusal se pehle ya baad me nahana zaroori nahi he albatta agar jism par koi najasat lagi huee ho to ghusal se pehle use hata lena chahiye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.