Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question assalam ale kum! janab main ye janna chahta hoon ki namaze juma ke baad ya pehle ki sunnat namaz ki niyat kaise karoon?jitni jaldi ho sake mujhe jawab dijiye.khuda haafiz 
Answer w.s., zaroori he k insan namaz qurbat ki niyyat se yaani khuda wande aalam ki bargah me pasti aur khuzu k izhar ke liye padhe aur yeh zaroori nahi k niyyat ko dil se guzar ya maslan zaban se kahe k char rakaat namaze zohar padhta hoo qurbatan elalllah. (ref: tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masaala no.930) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.